Watches, Ladko Ke Style Ke Liye Sabse Important hai, Watch.
1.Aur Agar aap watch nhi pahan rhe ho to believe me You Are missing alot.
Kyuki watch ek Eshi Chiz Hai jo aapko crowd se alag dikhati hai.
2.Aur jab bhi hmane watch phani hoti hai na to hmare main ek alag hi
confidence aata hai kabhi bhi ajama lena kahi par bhi.
3.agar aapne koi braded watch phani hai ya fir koi expensive watch pahani
hai to vo aapko ek rich look degi.
4. watch ek mechour and responsible ladke ki ek nishani hai to
mere hisab se aapko watch phani hi chiye.
To ye airticel eshi ke bare me hai ki aapko esi 2-3 watch le ki mujhe
apni look ke liye sabhi dress ke liye chal jayegi. Na ki hame 9- 10 watch leni ki jrurt hai main aapko yhi
tip deuga ki aapko kaisi watch buy krni chiye aur konse dress ke uper usko
phanni chiiye. Aur aaj jo bhi Style Watch For Man ka link aapko jarur
milega. Aap bhi buy kar skte hai.
Age 13 – 16
Yeh Age Esi hoti hai ki isme hame school jana hota hai ya fir tuition jana hota hai ya fir kisi friend ke pass jana hota hai ya fir family function
pe jana hota hai, Right.
Yeh Hamare age 13 – 16 wale indian ladko ki life style hoti hai thoda
dayan se soche to. Agar aapka time jayda school main gujarta hai to aapke
liye 1 watch honi chiye.
Main ye watch isliye add ki hai
ki es watch ka jo Black leather strap hota hai vo aapke black shoes ke sath match
ho jata hai aur white dial koi matter nhi krta kyuki jo school dress ki shirt
ka color hai vo fir bhi match kar leta hai. Cahe Koi bhi Ho. Aur ye watch agar aap koi function main formal dress ke sath jate hai ya
formal look carry krte hai to ye black laather with white dail bhut versatile
hota hai ye ushi ke sath bhi match ho jayegi.
Buy
(Casual, Sports)
![]() |
| www.amazon.in |
aap color
full bhi pahan skte ho but isme ye hota hai ki isme aap aur Jayada bacha dikhoge aur ye
color ki watches versatile nhi hoti enko aap har kisi dress ke sath match nhi
kr skte. isliye jo aapki Plastic/Rubber strap wali watch black strep ya military green strep main. kyuki ye dono color aapke Alamari me pade jitne bhi kapde hai na unke sath match kar jayegi.
Buy
Age 16-21
Yeh age +2 ya fir collage ke suru wale din hote hai ese main es age me
esi watch phanni chiye jisse es age me hame bda dikhaye ya mechour dikhaye.
Yeh ek eshi watch hai agar aapka Hath havy hai to aapko phanne ke bad mechour bhi dikhayegi aur ek power ki nishani bhi hoti hai aur thoda robdar (Bossy)
dikhata hai. Aap kbhi bhi note karna jb kisi ne stainless steel wali watch phani
hogi na uski jo vaib aayegi vo thodi bossy hogi. Aur agr aapka hath havvy nhi
hai to aapko kuch aur watch hai vo dekhiyege.
Buy
(Casual, Sports)
Buy (Black) Buy (Brown)
Again ham sam ko casual main aa jate hai. Kyuki sam ko gym jana hota hai ya fir yar
dost ke pass jana hota hai, tbhi aap casual watch pahan skte ho Aur color again
vhi black ya military green koi bhi ek.
Buy
Age 22+
Es age main kya hota hai ki ham ya to collage main hote hai ya fir khi
job kr rhe hote hai. Ab aapko yaha apni jo life style hai usko dekhna hai ki, agar aapko job par
formal dress nhi phanne pdate,koi casual dress main ja skte hai than,
Casual watch
Lekin aapko job par rojana formal Dress phanne padte hai than aapko,
Formal watch
(Metel chain, Leather strep)
Aur Jo color hai vo aapke shoes collaction par depend krta hai.
Note:-
1.numerical smart watch jaisi aapko pasand hai. agr aapki age 16+ hai to aap Ense ek duri bnakar rakhiye kyuki hame better look jo leather ya casual watch de skti hai vo ye smart watch nhi de pati.
1.numerical smart watch jaisi aapko pasand hai. agr aapki age 16+ hai to aap Ense ek duri bnakar rakhiye kyuki hame better look jo leather ya casual watch de skti hai vo ye smart watch nhi de pati.
2.Watch buy karte time ek bat ka jarur dayan rakhiye ki aapko apni jo hath hai uske hisab se watch buy krni hai. khuli hui na ho fit ho bs.
3. konse hath main watch phanne :- Koi esa Rull nhi hai ki aapko konse
hath main watch phanni chiye. But Simple way ye hai ki jish hath se aap likte ho
aapko us hath main watch nhi phanni. dusre hath main watch phanni hai.
I Hope Buy Link Bhi Sbhi Watch Ke Mil Gye honge.
To aapko pata lag hi gya hoga ki aapko aapke hisab se konsi watch konse
dress par match karegi. aur kaise match krni hai aapko pasand aaya to es
airticel ko apne dosto ke sath jarur share kre. Aur hame social media par jarur
follow kare.







